Sunday 29 July 2007

Hear Ye..

Vatan ki fikr kar nadaan
musibat aane wali hai
teri barbadiyon ke mashvarein hain aasmaanon mein.
Na samjhoge to mit jaaoge Ai Hindustan walon
tumhari daastan tak bhi na hogi daastanon mein.

No comments: